Kabi Chandra Kuamr Agarwala ji ki Jivan kahani

 Kabi Chandra Kuamr Agarwala ji ki Jivan kahani 

Chandra Kumar Agrawal ji ka pita ji name tah hari bilas agarwal aur mata ji ka name tha malama . Agarwal ji ne Tezpur Higher secondary school se HSLC aur Presidency college se HS pass kiye the .kabi Chandra Kumar Agrawal asamiya sahity ke romantic yug ke sansthapak hain unaka janm 1867 mein tezpur ke brahmajan mein huaa thaa unhonne apani schooli shiksha tejpur se or apni college ki shiksha kolkata se kee halanki, unhonne kolkata mein apni college ki shiksha poori nahin ki aur apne pita ke saath vyavasay men lag gaye kolakata men apane pravas ke dauran, 1889 mein, chandrakumar agrawal ne lakshmi nath bezbarua or hemchandra goswami ji ki madad se kolkata se hi prasiddh asamiya patrika 'jonaki' prakashit kie vah 'jonaki' ke sansthapak sampadak thei 'pratima', 'binabargi', 'chandramrita' unake ullekhaniy sahityik sangrah hain 'chandramriti' budhi 1967 men unaki mrityu ke bad prakashit hui thee 1938 men guvahati men is mahan kabi ka nidhan ho gaya asamiya sahity likhane ke alava unhonne bangali bhasha mein bhi kai upanyas likhe hain .

1924 me inhone Gauhati ke kharghuli name ke ek jagah par apna khud ka press khola tha uska name diye the 'New Press' . New Press se hi Agarwal ji ne "Sadiniya Assamese" news paper publish kiye the . Pehale ke samay par ye news paper daily print hota tha bad me yeh saptah me tin din print hota tha . 

Niche kuch Question ke answer maine de diya hai hum sabhi ko Chandra ji ke bare me janana chaiye -

1. Chandrakumar Agarwal ka janm kab hua tha?
Ans: chandrakumar agraval ka janm 28 november, 1867 ko huaa thaa
2. chandrakumar agraval ka janm sthan kahan hai?
Ans: chandrakumar agraval ka janm sonitpur jile ke gahpur mein kalangpur mein hua hai
3. Chandra Kuamr Agarwalake pita ka kya naam tha?
Ans: Chandra Kuamr Agarwalake pita ka naam haravilas agrawal hai
4. Chandra Kuamr Agarwalaki maan ka kya naam tha?
Ans: Chandra Kuamr Agarwalaki maata ka naam malma agrawal hai
5. Chandra Kuamr Agarwalako aur kis naam se jaana jaata hai?
Ans: Chandra Kuamr Agarwalako moortiyon ke khanik ke roop mein jaana jaata hai
6. Chandra Kuamr Agarwalaki sarvashreshth kavita pustak ka naam kya hai?
Ans: Chandra Kuamr Agarwalaki kavitaon ki sarvashreshth pustak pratima hai
7. Chandra kumar agrawal, Lakshminath bezbarua, Hem chandra goswami ko ek saath bulaya jaata hai?
Ans: Chandra Kumar Agrawal, Hakshminath bezbarua, Hem Chandra goswami ko ek saath 'jonaki yug ki trimurti' kaha jaata hai
8. Chandra Kuamr Agarwalaki kavitaon ki doosari pustak been bargi kitne varshon mein prakashit hui thi?
Ans: Chandra Kuamr Agarwala ki kavitaon ki doosari pustak 1923 mein prakashit hui




Comments

Popular posts from this blog

Paramanabik Sakti aur Bharat 2024 Eassy

Assam Police ki shuruwat kaise hua tha ?